adsense code

Saturday, August 2, 2008

भक्त

2 comments:

Satyawati Mishra said...

Bandhuvar,
Bhagwan to sabhi ke hridaye me niwas kartey hain. Bhakt to vahi hai jo abhakt nahi hai. Bhakt to sabhi hai par sabke aradhye dev alag -alag hotey hai. Jyadatar bakt to sansarik sukho ke hi bhakt hai. Jo sansarik sukho ka hi bhakt ho vah dusare ka bhakt nahi ho sakta kyonki bhakti karne wala man to ek hi hai aur ek samay me ek ki bhakti karta hai jo man me bahut gaharai mein basa hota hai. Ab pahale app swam se hi sochna shuru kare ki apke man ki gahraio me kaun basa hai apka man uska chintan bina prayas ke hi karta rahata hai. Aur man jiska chintan bina apke prayas ke apne aap hi karta hai yatharth me aap uske hi bhakt hai.

Shirish Balekundri said...

Satyawti, that is great, please do visit our bloggs and we appreciate your comments.

Hari Om

Shirish